Maulana Rumi Urdu Translation



Masnavi Rumi - Book 1 (مثنوی مولانا روم - دفتر اول) (Masnavi Book 1: 00) Preface (in prose) (Masnavi Book 1: 01) (بانسری سے سن کیا بیان کرتی ہے) Proem (Masnavi Book 1: 02) (بادشاہ اور لونڈی کا قصہ) The King and the Handmaiden (Masnavi Book 1: 03) (ایک بنئے اور طوطی کا قصہ) The Greengrocer and the Parrot. Masnavi (220p).pdf. THE SECRET MEANING Rumis Spiritual Lessons on Sufism. Unlike someone who. Maulana Jalaluddin Rumi was a 13th century Persian poet, an Islamic masnavi maulana rumi urdu pdf dervish and a Sufi mystic. Masnavi maulana rumi urdu pdf Free. Masnavi Rumi with Urdu translation by Qazi Sajjad Hussain. Poetry of Maulana Jalaluddin Rumi - Urdu Translations. Poetry of Maulana Jalaluddin Rumi - Urdu. Published on Mar 28, 2009.

Maulana Rumi Quotes, Jalal ad-Din Muhammad Rumi also known as Maulana Rumi a Persian poet, jurist, Islamic scholar, theologian and Sufi mystic, born almost 8 centuries ago in 1207. Rumi is the most popular poet in the United States and globally he has millions of fans. The life changing moments in Rumi’s life came in 1244, when he met a wandering mystic a Muslim preacher known as Shams of Tabriz. At that time Rumi was 37, a traditional Muslim preacher and scholar, as his father and grandfather had been. A very strong relation established between two of them and very famous around the place, they were living. Rumi became a mystic.

After living three years together Shams disappeared. Some guess murdered by a jealous son of Rumi, or some say possibly to teach Rumi an important lesson in separation. After this, Rumi started writing poetry. Most of the poetry we have comes from age 37 to 67. He wrote 3,000 poetry lines to Shams Tabriz, the prophet Muhammad (S.A.W) and ALLAH. He wrote 2,000 rubayat, four-line quatrains and much more. Here are some of his quotes in Urdu.

Agar mera ilam mujhy logo se muhabbat karna nahi sikhata to aik jahil mujh se hazar guna behtar hai.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Har wo chez zahr hai jo zarurat se ziada ho. Jesy wealth, power, thrust, greediness, love and hatred etc. Tags used: Maulana Rumi Quotes, Deep & Wise Urdu Quotes.

Khamoshi smundar hai aur guftgu nehar ki tarah hai. Tujhy samundar tlash kar raha hai. Tu nehar ki talash mat kar.

Jao pehlay khud ko dhondo ta k tum mujhy bhi paa sako. Insaan ko pehly khud k bary mein sochna chahye k wo kesa or ku peda ho gia iski waja kia hai. Phir hi wo ALLAH ko dhond sakta hai.

Apnay dil ko uss waqat tak torty raho jab tak yeh khul na jay. Jo bhi dil mein sawal peda ho kisi bhi lihaz sy uska jawab talash karo pori dunia mein usko dhondo. Aur aik din tumhein jawab mil jay ga.

Akal ko khwahish par fazelat hasil hai. Kuu keh akal zamany ko tumhary hathon mein dy deti hai. Jab keh Khwahishein tumhein zamany ka ghulam bana deti hein.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Insaan apny andar chupi hoi nafsani khwahish ki waja sy buray logoon sy magloob ho jata hai. Bura insaan hi buri se dabata hai. Naek insaan kabhi bhi batil ka samny nahi jhukta. Maulana Rumi Quotes in Urdu.

Teri dadhi tery baad peda hoi aur safeed ho gai. Aur tu wesa ka wesa abhi tak kala hai. Waqat guzarny k sath insaan k sochy ki slahiat badh jati hai. Aur wo apnay ALLAH ki taraf anyy lagta hai. Lekin Aksar logo par iss chez ka koi asar nahi hota.

Ruuh k begair jisam kis qadar zaleel chez hai keh usko matti mein dafan kar dia jata hai. Jism ki wasat 2 gaz sy ziada nahi hai. Lekin ruuh ki pohunch asmaan tak hai.

ALLAH sy muhabbat karny mein mlamat ki parwah na karo.

Har chez har kisi k liye anmool nahi hoti. Agar kisi k liye koi chez soony se ziada kemti hai to kisi aur k liye wo matti jitni bhi kadar nahi rakhti.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Persian

Kal mein ak na smajah insaan tha aur sochta tha k mein sari dunia ko badal daloon ga. Lekin aj mein akalmand bodha hun aur sochta hun k agr mien khud ko hi badal daloon to badi baat ho gi. Tags used: Maulana Rumi Quotes, Deep & Wise Urdu Quotes.

Zakham wo jaga hai jaha se roshni apky andar dakhil hoti hai. Gham insan ko ALLAH tak pohnchany mein madad karty hien. Jab insaan takleef mein hota hai to apny ALLAh ko yad karta hai.

Kanat se koi shahkhas bhoka nahi mar jata. Aur hasad se koi badshah nahi ban jata. Bilkul aesy hi hasad is dunia ka sab se nakhush insaan hai. Hasid khud k dil ko jalany k ilawa kuch nahi kar sakta.

Translation & Overview in Urdu:-

Jab insaan ki ankho se aansu behtay hein to uss par ALLAH ki rehmat barasti hai.

Urdu

Sachai k boht se rastay hein lekin jo mien ne chuna wo muhabbat ka hai. ALLAH tak pohnchany k boht se rastay hein lekin jo mein ne chuna wo muhabbat ka hai.

Maulana

Sirf pesa hi rizak nahi hota. Achi sehat, chehra, akal, owlad aur ilam bhi rizk hai. Jab k behtareen dost bhi rizk mein shamil hai.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Jab mein ALLAH k sath hota hoon to har chez ibadat karti dikhai deti hai. Tags used: Maulana Rumi Quotes in Urdu.

Agar tumhary pas YAR nahi to talab ku nahi karty?????. Aur agar mil gaya hai to khushi o shadmani ku nahi karty???????.

Yad rakho mukaddas aur pak makam mein dakhil hony ka rasta apky andar hai.

Agar aap ne ishaq nahi kia to khud ko zinda mat samjhye ku k kayamat k din iss zindagi ko shumar nahi kia jay ga.

Iss dunia mein koi khazana sanp k begair, koi phool kanty k begair aur koi khushi gham k begair nahi.

Apni awaz ki bajay apny dalail ko buland karein ku keh phool badil garjny se nahi balky barasny se ugtay hien. Tags used: Maulana Rumi Quotes in Urdu.

Maulana Rumi Book

Agar tum azmat ki bulandion ko chona chahty ho to apny dil mein nafrat ki bajay muhabbat peda kro logo k liye.

Maulana Rumi Quotes

Jo dukh aur takleef tum mehsoos karty ho wo pegamat hein unko ghoor se suno.